Posts

Youtube Videos ko Monetize Aur Adsense Se kaise Jhudhe

Image
Youtube Videos ko Monetize Aur Adsense Se kaise Jhudhe Youtube Se online Paise kamai karna Bahut Acha Aur Asan tarika hai. bahut Se Loug Youtube Se har mahina lakhou Rupiya kama bhi rahe hai.Kuch Logou ke Income Crore Se Bhi jyada ho Raha Hai.Youtube Ke Jariye kamana Koi Mushkil kaam Tho Nahi Hai Kuch Roles Ko Follow karke App Bhi Youtube Se Kama Sakte hai.Iske Liye Apko Bas Apke Gmail Id Se youtube Par Sign In Karna hai Aur Videos Create karke bas youtube Par Upload karke Publish Karna hai. Aur Apne Upload Kiye huwe Videos ko Monetize Karna hai.(Yaad Rahe Monetize karne Se He Apke Videos Se Earning Shuru Hoga) Ab Videos ko Monetize karne Ke Liye Adsense Se Connect Karna Hoga. Youtube Se paise Kaise kamaye iski Jankari Ke LiyeYe Post Padhe Earn From Youtube/Youtube Se Paise kaise Kamaye. Yaha Apko Iski Puri jankari Mil Jayega.Is post par Apko Youtube Se Jhodhe har Sawal Ka Jawab Mil jayega. Tho Chaliye Dostou Ab Hum Jante hai Youtube Videos ko Monetize kaise karte hai Aur

Adsense Account kaise banate Hai Puri Jankari Hindi me

Page is Under Construction

Google Adsense

Page Is Under Construction

Youtube Videos Me Apni website Posts Kaise Add Kare

Image
Youtube Videos Me Apni website Posts Kaise Add Kare Youtube Videos Me Apne Websites Posts Add karke App Apne Website Ke rankig badha sakte ho. Aur bahut he acha tarika hai apne blog ya website ko promote karne ka. Iske Liye Apko Pehle Apne Youtube Channel Par Apne Website Ke Link Add Karna Hoga. Aur Verify Karna Hoga.  Youtube Par Apne Website Ke Link Add Karne Ke Liye yaha Click Kare>> Verify karne ke Baad he aap apne site ko youtube par promote kar sakte ho. Youtube   Cards   Feature se app apne wbsite ki posts ko apne videos me add kar sakte ho wo bhi professional looks ke saath. Tho Dostou Ayiye jante Hai Kaise Website ke posts ko youtube videos me add karte hai.? sabse pehle app apne channel ke Video Manager par click kare. woha video manager par aap apne upload kiye huwe videos ke list dekh sakte hai.ab jis video par link add karna hai us video par edit ke side me down arrow par click kare aur option me open kare aur usme Cards par Click kare.

Youtube Par Apne Blog Ya Website Ke Link Kaise Add Kare

Image
Youtube Par Apne Blog Ya Website Ke Link Kaise Add Kare Kiya Apne Apni Website Ke Link Youtube Channel Me Diya hai..? Agar Nahi Diya Tho Ayiye Jante hai youtube channel par website ya blog ke link kaise dhali jate hai/ya kaise add kiya jata hai. Agar app ke youtube aur website dono hai tho website ko youtube se link kijiye. ye bahut acha idea hai website ko promote karne ka. isse apki website ki search ranking bhi improve hoti hai aur saath me aap apne youtube video me apni site ki posts ko promote bhi kar sakte ho. Tho Chaliye dekhte hai apne blog ya website ki link ko youtube par kaise dhali jate hai /ya kaise add kiya jata hai. Link Website Or Blog With Youtube Channel Sabse pehle app apni youtube ki account ko login kare. 2.Login karne ke baad Advance Settings Open Kare. 3.Advance Settings Me Associated Website option par apni website address Enter kar add kare. 4.Website ya blog link likh kar add karne ke baad verify karna hoga,verify karne ke

Youtube Par Channel kaise Banaye / Youtube Channel Kaise Create Kare

Image
Youtube Channel Banakar Paise Kamana Chahte Ho. Tho Ayiye Jante Hai Iske Liye Sabse Pehle Kiya Karna Hoga. Apko Sabse Pehle Youtube Par Channel Create Karna Hoga. Pure World Me Bahut He Popular Search Engine Hai Youtube , Daily Crore O Visitor Visit Karte hai. Crore O Videos Upload Kiya Jata Hai Aur Share Kiya Jata Hai Rojana. Youtube Ka Use Jyadatar Loug Sirf Video Surfing Ke Liye Karte Hai. Kuch Loug Apne Video Upload Karne Ke Liye Karte Hai. Kuch Loug Apne Knoledge Ko Video Ke Jariye Dusrou Thak Share Karte hai. Aur Kuch Paise Kamane Ke Liye Youtube Use Karte hai.. Isi Tarha Youtube Community Par Har Tarah Ke Loug Rehte hai.                     Kiya Hota hai Youtube Channel Youtube Channel Karne Ke Liye Ap Apni Gmail Id Se Channel Kar Sakte Ho. Aur Youtube Se Paise Kamana Ho Tho Apne Khud Ke Banaye Huye Video Apne Channel Par Upload Karna Hoga. Agar Ap Professional Youtuber Bankar Paise Kamana Chahte Ho Tho Iske Liye Ek Unique Naam Ke Channel Banana Hoga

Bina Software Use Kiye Bootavle Pendrive kaise Banaye

Image
How To Make Bootavle Pendrive Without Any Software. How To Make Bootavle Pendrive Using Command   Bina Software Use Kiye Bootavle Pendrive kaise Banaye. Iske Liye Apko Chahiye Ek Pendrive 4 To 8 Gb.. Par 8gb Pendrive Hone Se Behtar Hai. Ab Me Apko bata Raha Hoo Us Pendrive Ko Bootavle banana Kaise hai. 1.App Apni Pendrive ko Computer Pe Lagaye.Ab App start menu Me jakar search karne ki jagah me cmd type Kijiye. ya Phir Key Board Ke Jariye keyboard ke windows+R Button Ko Dabayiye. 2.Yaha Likhe "cmd" likhkar Keyboard Ke Enter Button Dabaye. Yaha Apko Ek black Colour window dikhayi dega 3.Yaha Likhe  " List Disk" Computer Par Active Disk Dekhne Ke Liye. Yaha Disk O Apke Hard Drive Aur Disk 1 Apke Pendrive 4.Type Kare Select Disk1 Aur Enter Kare. 5.Type Clean Aur Enter Kare. 6. Type Kare Create Partition Primary Aur Enter Kare. 7.Select partition 1 Aur Enter Kare. 8. Type Active Aur Enter Kare 9. Type Kare Format fs=ntfs